Thursday, March 21, 2013

Shayari..

armaano ko kuchalke aage badhta gaya mein,
mujhe kya pata tha zanzeeron mein fanshta gaya mein!
bahduri aage badhne mein nahin, zamaane se ladne mein thi,
 bewkoof tha mein sama banata reh gaya, jabki samajhdari sama jalane mein thi!